mukkadar main hota hain khawaon ka milna.
kudrat main hota hain bhaharon ka khilna..
tadap ishq ki aankh nhi bhigoti hain..
fitrat sa hota hain jab dil ka bharna..
ajab si lagti hain ye duniya hame..
shikayat main hota hain hamra milna..
kasak ishq ki neend nhi udati hain..
kayamat sa hota hain jab aankh ka lagna..
bandishe bepanhaan lga deta hain jahan..
ibadat main jab hota hain khuda ka banda..
mahak ishq ki sama nhi mehkati hain..
karamat sa hota hain jab har ek lamha..

Very beautiful..
ReplyDelete